khush raho
Wednesday, May 30, 2007
Office me khush raho, ghar mein khush raho..
Aaj paneer nahi hai, dal mein hi khush raho..
Aaj gym jane ka samay nahi, do kadam chal ke he khush raho..
Aaj Dosto ka sath nahi, TV dekh ke hi khush raho..
Ghar ja nahi sakte to phone kar ke hi khush raho..
Aaj koi naraaz hai, uske iss andaz mein bhi khush raho..
Jisse dekh nahi sakte uski awaz mein hi khush raho..
Jisse paa nahi sakte uske yaad mein he khush raho
MBA karne ka socha tha, B-Tech mein he khush raho..
Laptop na mila to kya, Desktop mein hi khush raho..
bita hua kal ja chuka hai, uski meethi yaadon mein he khush raho..
aane wale pal ka pata nahi..sapno mein he khush raho..
Haste haste ye pal bitaenge, aaj mein hi khush raho..
Zindagi hai choti , har pal mein khush raho………………………
3 people thought of commenting on this:
Anonymous
said...
Saturday, 02 June, 2007
Thanks Shankar..
Keep providing me your valuable feedback..
Dinesh
said...
Sunday, 03 June, 2007
This is my baby dude,, Do pay rightful references to the original author..It alwasy help in long run!!
In case u don't know practise is to say "Anonymous"
Anonymous
said...
Thursday, 06 March, 2008
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Hi Dinesh,,,,,,,,,,,
I am shankar,,,,
i like your lines
its really true buddy,,,,,,,
keep it up
bye..........